Aaj Ban Kou Vah Jin Jay
Lyrics
Aaj ban kou vah jin jay ||
Sab gayan bachharan samet ghar lavau chitr banay ||1||
Dhota ho Braj bhayau rayjuken kahat sunay sunay ||
Chahun dish ghosh yahi kolahal ur aanand na samay ||2||
Kitahi vilamb karat bin kajen vegi chalau uthi dhay ||
Apane apane manake chite nainan dekhau aay ||3||
Ek phirat dadhi doob det hai ek rahat gahi pay ||
Ek vasan pat det badhai ek uthat hansi gay ||4||
Bal viradh nar narinake man bhaye chaugune chay ||
Sooradas pramudit Brajavasi ginat na raja ray ||5||