Jab Kudyau Hanuman
Lyrics
Jab kudyau Hanuman udadhi Janaki sudhi lain kaun ||
Dekhankaun dashmath apne Nathkaun sukh dainkaun ||1||
Ja giri par chadhi kulanch lini uchkaiyaan ||
So giri dasha yojan dhansi gayau dharni mahiyaan ||2||
Dharni dhans gai patal bhar paren jagyau ||
Sheshhookau shish jay kamal pith lagyau ||3||
Arun badan shvet dashan badau pin gat hai ||
Uttarten dakshin manon Meru udyau jat hai ||4||
Ja prabhukau nam let bhav jal tar jat hai ||
Shat yojan sindhu koodyau tau ketik yah bat hai ||5||
Ramchandra pad pratap jagatmein yash jakau ||
Nanddas surnar muni kautuk bhoole takau ||6||